I have taken some pictures of my garden grown Indian vegetables. The what my wife prepared tradtional sweet dishes, pictorial only, as recipes are available from other Konkani bloggers.
A simple human being, BambaiKaBaabu originally born and native. a..re LambuDada aur SRK Banarasiwale ki acting kar sakate honge, magar bambaiwale bananaa ho to wahin paida ho..ke Furat(Fort)/Bhuleshwar/Girgaum/ chowpaty ki galeeon me ghum kar hi bachpana guzaarna padegaa. Ruparel college ka tab naam nishaana bhi koi jaanata nahin tha, jab ki Elphinstone college me jaanewala ye babu Jaihind/KC/Ruia ki jyada charchaa hua karti thi.Abhi bannanewaale dosa/idli/ konkani Khana ki to aisi ki taisi, humne asli RamNayak ke haath se banaihui Tadke waali daal aur ChaneGhashi khaai hai.